Showing posts with label Radhe Shyam Bhajan. Show all posts
Showing posts with label Radhe Shyam Bhajan. Show all posts

भर भर थाल मोगरा बेला ,माँलिनिया ले आई ...................

भर भर थाल मोगरा बेला ,माँलिनिया ले आई
                                बन्दनवार बना फूलन से ,ड्योढी दई सजाई
                             नंदगांव गमका सुगंध से , प्रमुदित लोग लुगाई   ! अरे माई --------
                                         उबटन काजर तेल महावर , नाउनिया ले आई   ! 
    नंद लुटावें कनक धान गुड़ रबडी खीर मलाई   !   
                                                              लूट लूट खाएं सब पुरजन जय जयकार लगाई !-  अरे माई -------

brij men bjt bdhaaii are maaii main sun ke aaii
nnd duare naubt baje aur bje shahnaaii  
rtn jdit chndn plne pr sohe kishn knhaii
bhr bhr thal mogra bela ,maliniya le aaii 
bndnwar bna phuuln se , dyodhii daii sajaaii
nnd gaanv gmkaa sugndh se , prmudit log lugaaii .    Are
ubtn kajr tel mahaavr , nauniyan le aaii . 
nnd lutaaven knk dhaan gud rbdii khiir mlaaii .
luut luut khayen sb purjn  jy jykaar lgaaii .  Are maaii ---

Krishna Kanhaiya Tu Hain Gopi Ko Rijhiya Mero Mann Ko Lubhane Wale Shyam

Krishna Kanhaiya
Tu Hain Gopi Ko Rijhiya
Mero Mann Ko Lubhane Wale Shyam Re
Mero Mann Ko Lubhane Wale Shyam Re
Krishna Kanhaiya
Tu Hain Gopi Ko Rijhiya
Mere Mann Ko Lubhane Wale Shyam Re
Mero Mann Ko Lubhane Wale Shyam Re
Murali Bajane Wale
Denu Ko Charane Wale
Radha Ko Rijhane Wale
Giddh Ko Jiyane Wale
Mann Ko Lubhane Wale Shyam Re
Mero Mann Ko Lubhane Wale Shyam Re
Krishna Kanhaiya
Tu Hain Gopi Ko Rijhiya
Mere Mann Ko Lubhane Wale Shyam Re
Mero Mann Ko Lubhane Wale Shyam Re
Giri Ko Uthane Wale
Braj Ko Bachane Wale
Daitya Ko Harane Wale
Dukh Ko Mitane Wale
Mann Ko Lubhane Wale Shyam Re
Mero Mann Ko Lubhane Wale Shyam Re
Krishna Kanhaiya
Tu Hain Gopi Ko Rijhiya
Mere Mann Ko Lubhane Wale Shyam Re
Mero Mann Ko Lubhane Wale Shyam Re
Cheer Ko Badane Wale
Kans Ko Harane Wale
Mathura Me Aane Wale
Geeta Ko Sunane Wale
Mann Ko Lubhane Wale Shyam Re
Mero Mann Ko Lubhane Wale Shyam Re
Krishna Kanhaiya
Tu Hain Gopi Ko Rijhiya
Mere Mann Ko Lubhane Wale Shyam Re
Mero Mann Ko Lubhane Wale Shyam Re
Mere Mann Ko Lubhane Wale Shyam Re
Mero Mann Ko Lubhane Wale Shyam Re

Natavar Naagar Raas Rasikvar

Natavar naagar raas rasikvar
Radha dekh lubhaani
Pulak pulak ang magan shyam rang
Chhavi ki chhata suhaani
Radha dekh lubhaani
Natavar naagar
Radha roop heri har kehiya
Jaage madan hilor
Puran chandra kiran mein umagi
Sagar tarang kiloy
Radha dekh lubhaani
Natavar naagar
Rahas rahas hari aalingan mein
Dole urr ko haar
Yamuna ke nilam jal upar
Ujali fen fuhar
Radha dekh lubhaani
Natavar naagar
Chanchal mukh chal
Taran nayan mein
Jaagi madan tarang mein
Kanjalyugal sharad pankaj par
Khelati lalati umang
Radha dekh lubhaani
Natavar naagar raas rasikvar
Radha dekh lubhaani

Itna to karna swami…

Itna to karna swami
Jab praan tan se nikle
Govinda naam leke
Tab pran tan se nikle
Shri gangaji ka tat ho
Jamuna ka vanshivat ho
Mera sawla nikat ho
Jab pran tan se nikle
Pitambari kasi ho
Chhabi man main yeh basi ho
Hotho pe kuch hasi ho
Jab pran tan se nikle
Jab kanth pran aye
Koi rog na sataye
Yam darash na dikhaye
Jab pran tan se nikle
Us vakt jaldi ana
nahi shyam bhul jana
Radhe ko saath lana
Jab pran tan se nikle
Ek bhakt ki hai arji
Khud garj ki hai garji
Aage tumhari marji
Jab pran tan se nikle
Itna to karna sai
Jab pran tan se nikle

Mai To Tum Sang Nain Milake Haar Gai Sanwariya…

Mai To Tum Sang Preet Laga Ke Haar Gai Sanwariya
Mai To Tum Sang Preet Laga Ke Haar Gai Sanwariya
Mope Apna Rang Chada Ke
Chhup Gaya Chhaliya Nain Mila Ke
Mope Apna Rang Chada Ke
Chhup Gaya Chhaliya Nain Mila Ke
Prem Diwani Mohe Bana Ke
Chhod Diya Majhdaar Me Lake
Lee Na Mori Khabariya
Haar Gayi Sanwariya
Mai To Tum Sang Preet Laga Ke
Haar Gai Sanwariya
Dhoondh Liya Saara Nanda Gao
Yamuna Ka Tat Kadam Ki Chhao
Thak Gaye Kanha Mere Paav
Tu Jane Ya Naa Jane Mohan
Jane Ye Sari Nagariya
Haar Gai Sanwariya
Mai To Tum Sang Nain Milake Haar Gai Sanwariya
Haar Gai Sanwariya
Tut Naa Jaye Aash Ki Mala
Apna Le Mujhe E Gopala
Yaa Bhijva De Vish Ka Pyala
Koi Kahe Mujhe Jogan Teri
Koi Kahe Bavariya
Haar Gai Sanwariya
Mai To Tum Sang Nain Milake
Haar Gai Sanwariya
Tujh Me Base Mere Praan Kanhaiya
Tujhe Se Meri Pahchan Kanhaiya
Karna Ek Ahasaan Kanhaiya
Agle Jaman Me Mohe Banana
Tu Apni Basuriya
Haar Gai Sanwariya
Mai To Tum Sang Nain Milake
Haar Gai Sanwariya
Haar Gai Sanwariya

Shyam Ke Bina Tum Aadhi Tumhare Bina Shyam Aadhe Raadhe Raadhe Raadhe Raadhe…

Shyam Ke Bina Tum Aadhi
Shyam Ke Bina Tum Aadhi
Tumhare Bina Shyam Aadhe
Radhe Radhe Radhe Radhe
O Radhe Radhe Radhe Radhe
Radhe Radhe Radhe Radhe
Radhe Radhe Radhe Radhe

Shyam Ke Bina Tum Aadhi
Shyam Ke Bina Tum Aadhi
Tumhare Bina Shyam Aadhe
Radhe Radhe Radhe Radhe
O Radhe Radhe Radhe Radhe
Radhe Radhe Radhe Radhe
Radhe Radhe Radhe Radhe

Aatho Pahar Jo Rahe Ang Sang
Aatho Pahar Jo Rahe Ang Sang
Uss Sanware Ki Ek Jhalak Dikhla De
Radhe Radhe Radhe Radhe
O Radhe Radhe Radhe Radhe
Radhe Radhe Radhe Radhe
Radhe Radhe Radhe Radhe

Mai To Sanware ke Rang Me Rachi
Mai To Sanware ke Rang Me Rachi
Bandh Ghugharoo Bhi Pag Me Naachi
Aeso Nishthur Bhayo Yashoda Ka Lala
Baat Mere Hardaya Ki Na Maani
Baat Mere Hardaya Ki Na Maani

Apano Ke Sang Yu Karte Nahi
Apano Ke Sang Yu Karte Nahi
Sanware Ko Koi Samjha De
Radhe Radhe Radhe Radhe
O Radhe Radhe Radhe Radhe
Radhe Radhe Radhe Radhe
Radhe Radhe Radhe Radhe

Chhavi Shyam Ki Basai Layi Chit Me
Chhavi Shyam Ki Basai Layi Chit Me
Kai Baar Nihaaru Itt Utt Mai
Kai Baar Nihaaru Itt Utt Mai
Shyam Ke Bina Mujhe Kuchh Na Sujhe
Shayam Ke Bina Jau Kit Mai
Bhala Shayam Ke Bina Jau Kit Mai
Bhala Shayam Ke Bina Jau Kit Mai
Kaise Bhujhe Pyas Nayano Ki
Kaise Bhujhe Pyas Nayano Ki
Rasta Koi To Batla De
Radhe Radhe Radhe Radhe
O Radhe Radhe Radhe Radhe
Radhe Radhe Radhe Radhe
Radhe Radhe Radhe Radhe

Kahi Keshaw Kahi Pe Kanhaiya
Kahi Natwar Ras Rachaiya
Kahi Keshaw Kahi Pe Kanhaiya
Kahi Natwar Ras Rachaiya
Kahi Natwar Ras Rachaiya
Bhakto Ki Naiyya Atki Bhawar Me
Paar Kardena Jag Ke Khewaya
Paar Kardena Jag Ke Khewaya
O Paar Kardena Jag Ke Khewaya
Vinti Saral Si Itni Si
Vinti Saral Si Itni Si
Bansi Bajaiya Tak Pahucha De
Radhe Radhe Radhe Radhe
O Radhe Radhe Radhe Radhe
Radhe Radhe Radhe Radhe
Radhe Radhe Radhe Radhe

Radhe Radhe Radhe Radhe
O Radhe Radhe Radhe Radhe
Radhe Radhe Radhe Radhe
Radhe Radhe Radhe Radhe

Radhe Radhe Radhe Radhe
O Radhe Radhe Radhe Radhe
Radhe Radhe Radhe Radhe
Radhe Radhe Radhe Radhe
Jai Jai Shri Radhe

Ye To Bata Do Barsanewari Kaise Tumhari Sharan Chhod Dunga Teri Kripa Per Ye Jeevan Hai Mera Kaise Tumhari Lagan Chhod Dunga

Ye To Bata Do Barsanewari
Kaise Tumhari Sharan Chhod Dunga
Teri Kripa Per Ye Jeevan Hai Mera
Kaise Tumhari Lagan Chhod Dunga
Ye To Bata Do Barsanewari
Kaise Tumhari Sharan Chhod Dunga
Teri Kripa Per Ye Jeevan Hai Mera
Kaise Tumhari Lagan Chhod Dunga
Naa Poochho Kiye Maine Apraadh Kya Kya
Naa Poochho Kiye Maine Apraadh Kya Kya
Kahi Ye Jami Asama Jhuk Naa Jaye
Jab Tak Shri Radhe Chhama Naa Karogi
Jab Tak Shri Radhe Chhama Naa Karogi
Kaise Tumhara Darr Chhod Dunga
Ye To Bata Do Barsanewari
Kaise Tumhari Sharan Chhod Dunga
Bahut Thokare Khaa Chuka Jindagi Ki
Bahut Thokare Khaa Chuka Jindagi Ki
Tammana Fakat Tere Deedar Ki Hai
Tammana Fakat Tere Deedar Ki Hai
Jab Tak Shri Radhe Darshan Naa Dogi
Jab Tak Shri Radhe Darshan Naa Dogi
Kaise Tumhara Bhajan Chhod Dunga
Ye To Bata Do Barsanewari
Kaise Tumhara Bhajan Chhod Dunga
Ye To Bata Do Barsanewari
Kaise Tumhari Sharan Chhod Dunga
Taaro Naa Taaro Margi Tumhari
Taaro Naa Taaro Margi Tumhari
Nirdhan Ki Ye Akhari Baat Sunlo
Nirdhan Ki Ye Akhari Baat Sunlo
Janam Janam Ke Patit Ko Naa Taara
Janam Janam Ke Patit Ko Naa Taara
To Tere Hi Darr Pe Dam Tod Dunaga
Ye To Bata Do Barsanewari
Kaise Tumhari Sharan Chhod Dunga
Maa Teri Kripa Per Ye Jeevan Hai Mera
Maa Teri Kripa Per Ye Jeevan Hai Mera
Kaise Tumhara Bhajan Chhod Dunga
Ye To Bata Do Barsanewari
Kaise Tumhara Bhajan Chhod Dunga
Ye To Bata Do Barsanewari
Kaise Tumhara Bhajan Chhod Dunga
Teri Kripa Per Ye Jeevan Hai Mera
Kaise Tumhari Lagan Chhod Dunga
Teri Kripa Per Ye Jeevan Hai Mera
Kaise Tumhari Lagan Chhod Dunga
Teri Kripa Per Ye Jeevan Hai Mera
Kaise Tumhari Lagan Chhod Dunga
Ye To Bata Do Barsanewari
Kaise Tumhari Sharan Chhod Dunga
Jab Tak Shri Radhe Darshan Naa Dogi
Jab Tak Shri Radhe Darshan Naa Dogi
Kaise Tumhari sharan Chhod Dunga
Teri Kripa Per Ye Jeevan Hai Mera
Kaise Tumhari Lagan Chhod Dunga
Teri Kripa Per Ye Jeevan Hai Mera
Kaise Tumhari Lagan Chhod Dunga

Kanha Re Kanha Re Baga Mein Jhoola Ghalya Re…

Kanha Re
Kanha Re Baga Mein Jhoola Ghalya Re
Kanha Re Baga Mein Jhoola Ghalya Re
Kanha Re
Kanha Re Baga Mein Jhoola Ghalya
Kanha Re Baga Mein Jhoola Ghalya Re
Thari Matvari Thari Pyari Pyari
Thari Radha Re Jove Baat
Aa Jhulo Jhula Sawara
Kanha Re
Kanha Re Baga Mein Jhoola Ghalya
Kanha Re Baga Mein Jhoola Ghalya Re
Hari Matvari Hari Pyari Pyari
Hari Radha Re Jove Baat
Aa Jhulo Jhula Sawara
Radha Re Baga Mein Jhoola Ghalya
Radha Re Baga Mein Jhoola Ghalya
Aave Udd Udd Are Vego Vego
Aave Udd Udd Are Vego Vego
Aave Jhatpat Tharo Bulawa
Jhulo Jhula Sawara
Kanha Re Sawan Aayo Surango
Kanha Re sawan aayo surango
Kanha Re sawan aayo surango
Mare Mandero
mare Jevado Re
Mare Mandero Nacho Mor
Aa Jhulo Jhula Sawara
Radha Re Sawan Aayo Surango
Re Thaasu Prem Ri Thaasu Neh Ri
Thaasu Preet Ri Bandh Gai Dor
Aa Jhulo Jhula Sawaro
Kanha Re Preet Re Maari Saachi
Kanha Re Preet Re Maari Saachi
Hari Nit Nit Hari Palchhin
Hari Ghadi Ghadi Aave Yad
Aa Jhulo Jhula Sawara
Radha Ye Mhari Preet Bisachi
Mhari Adhara Pe Mhari Jivhya Pe
Mhari Murali Pe Tharo Naam
Aa Jhulo Jhula Sawaro
Kanha Re Der Ghadi Mat Kariyo
Thare Awtane Thare Digtane
Jave Na Sawan Beet
Aa Jhulo Jhula Sawara
Radha Re Hivade Mein To Jhako
Tharo Natwar Tharo Giridhar
Tharo Shyam Saral Manbhaye
Aa Jhulo Jhula Sawaro
Kanha Re

Radhe Sada Mujh Par Rehmat Ki Nazar Rakhna…

Radhe Sada Mujh Par Rehmat Ki Nazar Rakhna
Radhe Sada Mujh Par Rehmat Ki Nazar Rakhna
O Radhe Sada Mujh Par Rehmat Ki Nazar Rakhna
O Radhe Sada Mujh Par Rehmat Ki Nazar Rakhna
Yaha Koi Nahi Apna Ek Tera Sahara Hai
Yaha Koi Nahi Apna Ek Tera Sahara Hai
Maine Dekh Liya Sabko Ab Tumko Pukara Hai
Maine Dekh Liya Sabko Ab Tumko Pukara Hai
Yaha Koi Nahi Apna Ek Tera Sahara Hai
Yaha Koi Nahi Apna Ek Tera Sahara Hai
Maine Dekh Liya Sabko Ab Tumko Pukara Hai
Maine Dekh Liya Sabko Ab Tumko Pukara Hai
Maine Dekh Liya Sabko Ab Tumko Pukara Hai
Maine Dekh Liya Sabko Ab Tumko Pukara Hai
Kahi Doob Naa Jau Mai
Kahi Doob Naa Jau Mai
Kahi Doob Naa Jau Mai
Kahi Doob Naa Jau Mai
Mera Haath Pakad Rakhana
Mera Haath Pakad Rakhana
Radhe Sada Mujh Par Rehmat ki Nazar Rakhna
Radhe Sada Mujh Par Rehmat ki Nazar Rakhna
O Kahi Doob Naa Jau Mai
Kahi Doob Naa Jau Mai
Kahi Doob Naa Jau Mai
Kahi Doob Naa Jau Mai
Mera Haath Pakad Rakhana
Mera Haath Pakad Rakhana
Radhe Sada Mujh Par Rehmat ki Nazar Rakhna
Radhe Sada Mujh Par Rehmat ki Nazar Rakhna
Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe
Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe
Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe
Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe
Radhe Sada Mujh Par Rehmat ki Nazar Rakhna
Radhe Sada Mujh Par Rehmat ki Nazar Rakhna
Mai Das Tumahara Hu Mai Das Tumahara Hu
Mai Das Tumahara Hu Itni TO Khabar Rakhana
Radhe Sada Mujh Par Rehmat ki Nazar Rakhna
Radhe Sada Mujh Par Rehmat ki Nazar Rakhna
Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe
Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe
Tere Charnan Ki Raj Paau Ho Tere Charnan Ki Raj Pau
Ho Kishori Tere Charnan Ki Raj Pau
Kishori Tere Charnan Ki Raj Pau

Radha Krishna ji Ki Aarti

Om Jai Shri Radha Jai Shri Krishna Shri Radha Krishnaye Namah
Om Jai Shri Radha Jai Shri Krishna Shri Radha Krishnaye Namah
Om Jai Shri Radha Jai Shri Krishna Shri Radha Krishnaye Namah
Om Jai Shri Radha Jai Shri Krishna Shri Radha Krishnaye Namah

Chandramukhi Chanchal Chit Chori
Sughar Savara Surat Bholi
Shyama Shyam Ek Si Dori
Shri Radha Krishnaye Namah
Om Jai Shri Radha
Jai Shri Krishna
Shri Radha Krishnaye Namah
Shri Radha Krishnaye Namah

Panchang Chunar Keshar Pyari
Pat Pitamber Kamar Kaari
Ek Roop Anupam Chhavi Pyari
Shri Radha Krishnaye Namah
Om Jai Shri Radha Radha Radha
Jai Shri Krishna Krishna Krishna
Shri Radha Krishnaye Namah
Shri Radha Krishnaye Namah

Chandra Chandrika Cham Cham Chamke
More Mukut Sir Dum Dum Damke
Yugal Prem Ras Chham Chham Chhamke
Shri Radha Krishnaye Namah
Om Jai Shri Radha Radha Radha
Jai Shri Krishna Krishna Krishna
Shri Radha Krishnaye Namah
Shri Radha Krishnaye Namah

Kasturi Kum Kum Ritu Vinda
Chandan Charu Tilak Braj Chanda
Sharad Ladali Lal Sunanda
Shri Radha Krishnaye Namah
Om Jai Shri Radha Radha Radha
Jai Shri Krishna Krishna Krishna
Shri Radha Krishnaye Namah
Shri Radha Krishnaye Namah

Ghoom Ghumaaru Ghaghar Sohe
Kati Kachhani Kamlapati Sohe
Kamlasan Sur Muni Mann Mohe
Shri Radha Krishnaye Namah
Om Jai Shri Radha Radha Radha
Jai Shri Krishna Krishna Krishna
Shri Radha Krishnaye Namah
Shri Radha Krishnaye Namah

Mand Hasal Matware Naina
Man Mohan Manuhari Sena
Mirdu Muskawani Meethe Baina
Shri Radha Krishnaye Namah
Om Jai Shri Radha Radha Radha
Jai Shri Krishna Krishna Krishna
Shri Radha Krishnaye Namah
Shri Radha Krishnaye Namah

Shri Radha Bhav Badha Haari
Sankat Mochan Krishna Murari
Ek Sakti Kai Adhari
Shri Radha Krishnaye Namah
Om Jai Shri Radha Radha Radha
Jai Shri Krishna Krishna Krishna
Shri Radha Krishnaye Namah
Shri Radha Krishnaye Namah

Jagat Jyoti Jag Janani Mata
Jagat Jeevan Jag Pitu Jag Data
Jagat Aadhar Jagat Vikhyata
Shri Radha Krishnaye Namah
Om Jai Shri Radha Radha Radha
Jai Shri Krishna Krishna Krishna
Shri Radha Krishnaye Namah
Shri Radha Krishnaye Namah

Radha Radha Krishana Kanhaiya
Bhav Bhay Sagar Paar Lagayeya
Mangal Murat Mokshya Karayiya
Shri Radha Krishnaye Namah
Om Jai Shri Radha Radha Radha
Jai Shri Krishna Krishna Krishna
Shri Radha Krishnaye Namah
Shri Radha Krishnaye Namah

Sarveshwari Sarv Dukh Dahan
Tribhuwan Pati Tretaap Nashawan
Param Devi Parmeshwar Pawan
Shri Radha Krishnaye Namah
Om Jai Shri Radha Radha Radha
Jai Shri Krishna Krishna Krishna
Shri Radha Krishnaye Namah
Shri Radha Krishnaye Namah

Trishamaya Yugal Charan Chit Dhyave
So Nar Jagat Param Pad Paave
Radha Krishna Chhail Mann Bhaave
Shri Radha Krishnaye Namah
Om Jai Shri Radha Radha Radha
Jai Shri Krishna Krishna Krishna
Shri Radha Krishnaye Namah
Shri Radha Krishnaye Namah

Shri Radha Krishnaye Namah
Shri Radha Krishnaye Namah

Shri Radha Krishnaye Namah
Shri Radha Krishnaye Namah